Samajh Mein Aaya Kya
[00:08.95] Raftar ka interview dekha main,
[00:29.46] Usme usne bola Emiway kamaya kya?
[00:31.21] Mere video pe jo bhi paisa maine lagaya,
[00:34.19] Wo saara paisa bantai tune lagaya kya?
[00:35.94] Maine kamaya kya?
[00:37.71] Maine gawaya kya?
[00:39.20] Maangne ko paisa main ghar tere aaya kya?
[00:39.69] Haan main aaya tha taufa saath laaya tha,
[00:43.99] Bhai maanta tha aur tune bataaya kya?
[00:45.44] Emiway kamaya kya?
[00:48.94] Maine janta kamaaya chhote samajh me aaya kya?
[00:49.95] Haa samajh me aaya kya? Samajh me aaya kya?
[00:57.17] (Hundred and one percent, I am the biggest)
[00:58.19] (Manna kya hai?)
[01:04.68] Vivian Divine ne bhi bola tha party me
[01:07.21] Emiway paisa kamaya kya?
[01:09.41] 101 takka tu khud ko bada bole,
[01:10.67] Hahahaha, mazaak hai kya?
[01:14.43] Label se aane ke baad tera kaam bana,
[01:15.94] Lekin mera naam aur bantai se bana
[01:17.95] kya biggest hai to tere saamne hi
[01:20.15] Bahoot saare votes ke saath people's choice award uthaya kya?
[01:21.93] Sign hona bura nahi lekin mere hote hue khud ko bada bolna nahi
[01:25.62] Bolne ka hai to phir asli independent banke dikhane ka,
[01:29.64] Sona chadhane ka,
[01:31.15] Gehna lagane ka Har mehina mere jaisa bantai video banane ka,
[01:35.13] Kulfi rapper ko kulfa kehlaane ka
[01:38.66] Samajh mein aaya kya?
[01:41.14] Kya bolega bantai
[01:44.63] Are wo kulfi rapper ka naam kya hai?
[01:45.15] MC Stan
[01:46.14] Haa, MC Stan
[01:48.09] Sun,
[01:50.58] Mamda mumda chappal ka chamda
[01:53.63] Taango ko todunga karenga bhangda
[01:56.13] Murgi ka tangda, mumma-mumma ka aaja doodh pi
[01:58.91] Eak kaam kar aake mera moot pe
[02:01.12] Bas naake pe rail faate pe aur MC Stan tu mere jhaate pe
[02:03.86] Tere jaise jitne log soch rakhte hai,
[02:06.85] Unlog ko latkaunga taraju ke kaante pe
[02:09.37] Samajh me aaya kya?
[02:12.40] Aaya kya Alien ke sakal ke, Aila Zaadoo
[02:19.68] Abe mere maa baap nahi bolte paisa de ghar pe
[02:21.12] Tu kiko tension le raha tere sir pe?
[02:23.88] 22 Saal ki umar mein dekh kahan pe hoon
[02:26.36] Tu jahan pe hai usse bhi wahan pe hoon
[02:28.10] Aake dekh jara kaise main jeeta hoon
[02:31.07] Bina shows kiye mehangi cheeje khata peeta hoon
[02:33.10] Jeeta hoon, dikhawa nahi karta,
[02:35.32] Chup rahta hoon main dhawa nahi karta,
[02:37.59] To faida utha rahi hai public
[02:40.33] Bantai ki public bole to takleef,
[02:41.39] Takleef to honi hai bantai hatela hai
[02:43.62] Jo bhi aede chaale karta khule aam pela hai,
[02:47.17] Khela hai khel maine khud ke tareeke se
[02:48.61] Sabke flow ek hi tareeke ke,
[02:51.90] Sabko pata hai kaun khud ke balboote pe
[02:53.61] Nange pair nikla tha lekin aaj juthe pe,
[02:56.12] Jo bhi karta hoon dil se karta hoon
[02:58.34] Sab kuch mere khud ke kamai ka
[03:00.61] Gaadi le sakta hoon phir bhi main scooty pe kyu?
[03:03.40] Kyuki alag wajab tere bhai ka
[03:06.13] Mujhse koi niche nahi mujhse koi upar nahi
[03:07.12] Mumbai ki boli me rap karna tujhse nahi
[03:08.38] Mujhse aur neazy se sikhele phir jaake likhele tab jaake dikhele
[03:12.07] Samajh mein aaya kya?
[03:15.61] (Samajh mein aaya kya?)
[03:18.86] (Samajh mein aaya kya?)
[03:19.56] (Samajh mein aaya kya?)
[03:25.09] Ye log ne paisa kama liya sabkuch bana liya
[03:26.95] Chaar panch saal ke liye milenge taaliyan
[03:29.19] Uske baad gaayab ho jaate bechare
[03:31.20] Inhe artist na bolo inhe bolo Vijay Maaliya
[03:35.18] Haa, Samajh me aaya kya?
[03:39.22] Ye paise ke piche haan paagal hai
[03:40.69] Isiliye mujh jaise na khada kar payenge empire
[03:43.69] Mera hi stadium, mera hi match aur mera hi rules aur main khud hi empire
[03:47.90] Bat la ball daal
[03:50.93] Aaya kya?
[03:58.41] Ye diss gaana nahi hai
[03:59.95] Jis jis ko lag raha hai, ye diss gaana hai
[04:02.15] Ye diss gaana nahi hai sachhai gaana hai
[04:06.23] Sachhai bolele apun
[04:07.72] Bahut din shant the
[04:08.47] Lekin aabhi aur shant nahi rahunga main independent artist hoon
[04:11.93] Aur koi hai kya yahan pe
[04:14.20] Hai to batao
[04:16.18] Karke dikhao
[04:18.94] Haahahah, Maloom hai na
[04:20.72] Peace
[04:25.69] Samajh mein aaya kya
