Lrc Player

Yeh Ladka Hai Allah

Unknown artist
[05:22.22]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:08.73] Yeh ladka hai allah kaisa hai divana

[00:18.48] Kitna mushkil hai tauba isko samjhana

[00:29.48] Ke dhire dhire dil bekarar hota hai

[00:39.23] Hote hote hote, pyar hota hai

[00:54.23] Yeh ladka hai allah kaisa hai divana

[00:58.98] Kitna mushkil hai tauba isko samjhana

[01:03.73] Ke dhire dhire dil bekarar hota hai

[01:08.98] Hote hote hote, pyar hota hai

[01:13.48] Ho yeh ladka hai allah kaisa hai divana

[01:34.73] Hamne toh itna dekha, hamne toh itna sikha

[01:39.73] Dil kaa sauda hota hai, sauda jindagee kaa

[01:44.73] Hamne toh itna dekha, hamne toh itna sikha

[01:49.73] Dil kaa sauda hota hai, sauda jindagee kaa

[01:54.98] Milte hee kaise koyee hota hai divana

[01:59.98] Kitna mushkil hai tauba isko samjhana

[02:04.73] Ke dhire dhire dil bekarar hota hai

[02:09.98] Hote hote hote, pyar hota hai

[02:14.48] Ho yeh ladka hai allah kaisa hai divana

[02:43.23] Ho sakta hai dekho naa, samjho mittee ko sona

[02:48.23] Pal bhar kaa hasna ho jaye jivan bhar kaa rona

[02:53.48] Ho sakta hai dekho naa, samjho mittee ko sona

[02:58.48] Pal bhar kaa hasna ho jaye jivan bhar kaa rona

[03:03.48] Dekho jaldee me kabhee dil ko naa lagana

[03:08.48] Kitna mushkil hai tauba isko samjhana

[03:13.23] Ke dhire dhire dil bekarar hota hai

[03:18.23] Hote hote hote, pyar hota hai

[03:22.98] Oh yeh ladka hai allah kaisa hai divana

[04:13.48] Bholee ho tum kya jano, abhee mujhko pehchano

[04:18.48] Sapna tumhara mai hu, mano ya naa mano

[04:23.48] Bholee ho tum kya jano, abhee mujhko pehchano

[04:28.48] Sapna tumhara mai hu, mano ya naa mano

[04:33.48] Dekho nadanee se mujhe naa thukrana

[04:38.48] Nahee toh gatee hir hogee yeh tarana

[04:42.98] Ke dhire dhire dil bekarar hota hai

[04:48.48] Hote hote hote, pyar hota hai.