Tera_Yaar_Hoon_Main_||_Ash_&_Pikachu_Friendship_||_Emotional_Song(128k)
[00:10.25] Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega,
[00:19.96] Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega.
[00:29.47] Tu hi wajahTere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main.
[01:10.40] Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun,
[01:22.37] Aaja karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun.
[01:32.12] Meethi si woh gaali teri Sun ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon.
[02:13.62] Khusiyan nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan.
[02:23.62] O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se , Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de,Kyun pareshan hai mere jaane se.
[02:43.36] Toota hai toh juda hai kyun, Meri taraf tu muda hai kyun, Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe.
[02:54.62] Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar.
[03:04.62] Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main.
