Kuchh Na Kaho
[00:22.39] Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
[00:32.39] Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
[00:42.64] Kya kehna hai kya sunna hai
[00:53.39] Mujhko pata hai tumko pata hai
[01:02.89] Samay ka ye pal thamsa gaya hai
[01:13.64] Aur is pal mein koi nahin hai
[01:23.39] Bas ek main hoon
[01:28.89] Bas ek tum ho
[01:33.88] Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
[02:00.88] Kitne gehre halke shaam ke rang hai chhalke
[02:10.87] Parvat se yoon utre baadal jaise aanchal dhalke
[02:21.12] Kitne gehre halke shaam ke rang hai chhalke
[02:31.36] Parvat se yoon utre baadal jaise aanchal dhalke
[02:40.36] Aur is pal mein koi nahin hai
[02:50.61] Bas ek main hoon
[02:55.61] Bas ek tum ho
[03:00.62] Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
[03:37.62] Sulgi sulgi saansein behki behki dhadkan
[03:48.12] Mehke mehke shaam ke saaye pighle pighle tanman
[03:58.11] Sulgi sulgi saansein behki behki dhadkan
[04:08.37] Mehke mehke shaam ke saaye pighle pighle tanman
[04:17.62] Aur is pal mein koi nahin hai
[04:27.61] Bas ek main hoon
[04:32.87] Bas ek tum ho
[04:37.86] Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
[04:48.37] Kya kehna hai kya sunna hai
[04:58.37] Mujhko pata hai tumko pata hai
[05:09.11] Samay ka ye pal thamsa gaya hai
[05:18.87] Aur is pal mein koi nahin hai
[05:29.11] Bas ek main hoon
[05:33.87] Bas ek tum ho
