Pehla Nasha
[00:25.17] Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
[00:31.17] Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
[00:37.42] Chun liya
[00:40.42] Maine Sun liya
[01:10.67] Pehla nasha
[01:12.67] Pehla khumaar
[01:16.67] Naya pyaar hai naya intezaar
[01:22.17] Kar loon main kya apna haal
[01:25.42] Aye dil-e-bekaraar
[01:28.67] Mere dil-e-bekaraar
[01:31.42] Tu hi bata
[01:35.42] Pehla nasha
[01:38.17] Pehla khumaar
[02:03.42] Udta hi firoon in hawaon mein kahin
[02:09.67] Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
[02:18.92] Udta hi firoon in hawaon mein kahin
[02:25.42] Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
[02:31.42] Ek kar doon aasmaan zameen
[02:37.67] Kaho yaaron kya karoon kya nahin
[02:44.67] Pehla nasha
[02:47.17] Pehla khumaar
[02:50.92] Naya pyaar hai naya intezaar
[02:56.42] Kar loon main kya apna haal
[02:59.92] Aye dil-e-bekaraar
[03:02.92] Mere dil-e-bekaraar
[03:05.42] Tu hi bata
[03:10.42] Pehla nasha
[03:12.42] Pehla khumaar
[03:37.67] Usne baat ki kuchh aise dhang se
[03:43.92] Sapne de gaya vo hazaaron range ke
[03:53.42] Usne baat ki kuchh aise dhang se
[03:59.67] Sapne de gaya vo hazaaron range ke
[04:05.67] Reh jaoon jaise main haar ke
[04:12.17] Aur choome vo mujhe pyaar se
[04:18.92] Pehla nasha
[04:21.42] Pehla khumaar
[04:25.42] Naya pyaar hai naya intezaar
[04:30.67] Kar loon main kya apna haal
[04:34.17] Aye dil-e-bekaraar
[04:37.17] Mere dil-e-bekaraar
