maiya yashoda Hum Saath - Saath Hain 2018
[00:07.18] Maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
[00:19.68] Maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
[00:23.68] Panghat pe meree pakde hai baiyyan
[00:27.68] Tang mujhe karta hai sang mere ladta hay
[00:33.43] Ramjee kee kripa se mai bachee
[00:37.43] Ramjee kee kripa se mai bachee
[00:41.68] Ramjee kee kripa se
[00:45.93] Maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
[00:51.18] Panghat pe meree pakde hai baiyyan
[00:54.43] Tang mujhe karta hai sang mere ladta hay
[01:00.18] Ramjee kee kripa se mai bachee
[01:04.43] Ramjee kee kripa se mai bachee
[01:08.43] Ramjee kee kripa se
[01:45.68] Gokul kee galiyo me jamuna kinare
[01:51.68] Woh toh hai kankaniya chhup chhupke mare
[01:59.93] Natkhat adaye surat hai bholee
[02:05.93] Holee me meree bhigaye woh cholee
[02:12.43] Baiyyan naa chhode, kalaiyya marode
[02:20.43] Baiyyan naa chhode, kalaiyya marode
[02:24.43] Paiyyan padu phir bhee pichha naa chhode
[02:28.68] Mithi mithi baton me mujhko phasaye hay
[02:34.43] Ramjee kee kripa se mai bachee
[02:38.43] Ramjee kee kripa se mai bachee
[02:42.43] Ramjee kee kripa se
[03:24.18] Jab jab bajaye mohan muraliya
[03:30.18] Chhan chhan chhanakti hai meree payaliya
[03:38.43] Neinon se jab woh kare chhedkhanee
[03:44.68] Dil thame reh jaye prem divanee
[03:50.68] Sadh budh gawayee, ninde udayee
[03:58.93] Sadh budh gawayee, ninde udayee
[04:02.93] Jo karne baithee thee woh kar naa payee
[04:07.18] Badee mushkil se dil ko sambhala hay
[04:12.67] Ramjee kee kripa se mai bachee
[04:16.68] Ramjee kee kripa se mai bachee
[04:20.93] Ramjee kee kripa se
[05:06.68] Gokul kaa kanah re dil me samaya
[05:12.93] Mai bhagyashali inhein maine paya
[05:20.93] Mana kee sabke hain yeh kanhaiyya
[05:26.93] Kehlayenge bas tumhare hee maiyya
[05:33.18] Pyara piya haim tumne diya hai
[05:41.68] Pyara piya haim tumne diya hai
[05:45.68] Mamta ke aanchal me hamko liya hai
[05:49.68] Charno me tere o ma hamko rehna hai
[05:55.18] Ramjee kee kripa se han jee han
[06:03.18] Ramjee kee kripa se han jee han
[06:08.93] Ramjee kee kripa se
