Ye dil tum bin kahi lagta nahi - Izzat - Full Karaoke
[00:23.11] Yeh dil tum bin kahin lagta nahin
[00:29.37] Hum kya karein
[00:33.37] Yeh dil tum bin kahin lagta nahin
[00:39.11] Hum kya karein
[00:43.12] Tasavvur mein koi basta nahin
[00:48.61] Hum kya karein
[00:52.88] Tumhi keh do ab aye jaan-e-wafa
[00:58.37] Hum kya karein
[00:00.00] ♪
[00:00.00] Lute dil mein diya jalta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Tumhi keh do ab aye jaane-adaa
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Yeh dil tum bin kahin lagta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Kisi ke dil mein bas ke
[00:00.00] Dil ko tadpana nahin achchha
[00:00.00] Kisi ke dil mein bas ke
[00:00.00] Dil ko tadpana nahin achchha
[00:00.00] Nigahon ko jhalak de de ke
[00:00.00] Chhup jana nahin achchha
[00:00.00] Ummeedon ke khile gulshan ko
[00:00.00] Jhulsana nahin achchha
[00:00.00] Hamein tum bin koi janchta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Tumhi keh do ab aye jaane-adaa
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Lute dil mein diya jalta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Mohabbat kar to lein lekin
[00:00.00] Mohabbat raas aaye bhi
[00:00.00] Mohabbat kar to lein lekin
[00:00.00] Mohabbat raas aaye bhi
[00:00.00] Dilon ko bojh lagte hain
[00:00.00] Kabhi zulfon ke saaye bhi
[00:00.00] Hazaaron gham hain is duniya mein
[00:00.00] Apne bhi paraaye bhi
[00:00.00] Mohabbat hi ka gham tanha nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Tumhi keh do ab aye jaan-e-adaa
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Yeh dil tum bin kahin lagta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Bujha do aag dil ki
[00:00.00] Ya ise khul kar hawa de do
[00:00.00] Bujha do aag dil ki
[00:00.00] Ya ise khul kar hawa de do
[00:00.00] Jo iska mol de paaye
[00:00.00] Use apni wafa de do
[00:00.00] Tumhare dil mein kya hai bas
[00:00.00] Hamein itna pata de do
[00:00.00] Ke ab tanha safar kat-ta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Lute dil mein diya jalta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
[00:00.00] Yeh dil tum bin kahin lagta nahin
[00:00.00] Hum kya karein
