So Gaya Yeh Jahan
[00:13.65] .........
[00:16.85] .........
[00:23.60] .........
[00:26.60] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[00:33.09] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[00:39.59] So gayi hain saari manzilein
[00:45.35] Ho saari manzilein, so gaya hai rasta
[00:51.34] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[00:58.09] So gayi hain saari manzilein
[01:03.85] Ho saari manzilein, so gaya hai rasta
[01:09.60] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[01:56.33] Raat aayi to woh jinke ghar the
[02:01.07] Woh ghar ko gaye so gaye
[02:06.08] Raat aayi to hum jaise awara phir nikle
[02:12.55] Raahon mein aur kho gaye
[02:17.79] Iss gali, uss gali, iss nagar, uss nagar
[02:24.28] Jaayein bhi to kahan jaana chahein agar
[02:30.28] Ho so gayi hain saari manzilein
[02:36.29] Ho saari manzilein, so gaya hai rasta
[02:42.27] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[02:49.01] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[03:58.73] Kuchh meri suno, kuchh apni kaho
[04:04.73] Ho paas to aise chup na raho
[04:11.48] Hum paas bhi hain aur door bhi hain
[04:17.95] Azad bhi hain, majboor bhi hain
[04:24.71] Kyun pyar ka mausam beet gaya
[04:31.20] Kyun humse zamana jeet gaya
[04:38.20] Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hai
[04:44.67] Zindagi door tak ab andhere mein hai
[04:51.91] Andhere mein hai, andhere mein hai
[04:57.41] Ho so gayi hain saari manzilein
[05:08.17] Ho saari manzilein, so gaya hai rasta
[05:09.91] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[05:16.17] So gaya yeh jahan, so gaya aasman
[05:23.16] hmmmm hmmm hmmhmh hmmmm
[05:32.92] hmmmm hmmm hmmhmh hmmmm
