Pyar Ka Anjaam - Bewafaa 2004
[00:00.36] Pyar kaa anjam kisne socha
[00:09.94] Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
[00:34.99] Pyar kaa anjam kisne socha
[00:40.40] Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
[00:49.14] Deewani ham toh unke sanam
[00:53.89] Bas unka nam liye ja rahe hain
[01:03.03] Ishq hamesha hamesha rahega
[01:07.73] Ishq hamesha hamesha rahega
[01:12.19] Yeh wada ham toh kiye ja rahe hain
[01:16.38] Pyar kaa anjam kisne socha
[01:21.32] Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
[01:26.30] Deewani ham toh unke sanam
[01:30.53] Bas unka nam liye ja rahe hain
[02:00.29] Pyase dilo ke najro kaa mausam
[02:04.97] Aaya hai dekho baharo kaa mausam
[02:14.17] Inn baho me jina hai humko
[02:18.84] Jan se jyada chahe sanam ko
[02:23.55] Abb jindagi hai tumhari tamanna
[02:28.04] Abb jindagi hai tumhari tamanna
[02:32.80] Sab kuchh tumhi ko diye ja rahe hain
[02:37.27] Pyar kaa anjam kisne socha
[02:41.98] Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
[03:05.02] Aaaan Annnn Annnaaa Annnnnnn
[03:13.14] Aaaan Annnn Annnaaa Annnnnnn
[03:41.99] Charon taraf hain khushiyo ke Mele
[03:46.22] unnke bina ham akele akele
[03:55.60] Bechaini hai dil me jigar me
[04:00.06] Aane wala hai mehman ghar me
[04:05.27] Ham toh unhi ke divangi me
[04:09.72] Ham toh unhi ke divangi me
[04:14.33] Madhosh hoke jiye ja rahe hain
[04:18.98] Deewani ham toh unke sanam
[04:23.37] Bas unka nam liye ja rahe hain
[05:04.64] Jab tak phulo me khushbu rahegi
[05:09.32] Mehki hawa bhi fija me bahegi
[05:17.96] Jab tak yeh aalam guljar hoga
[05:22.69] Dil me humare teraa pyar hoga
[05:27.83] Koyi naa janey ham woh hai aashiq
[05:32.38] Koyi naa janey ham woh hai aashiq
[05:36.73] Chahat ki shabnam piye ja rahe hain
[05:40.91] Pyar kaa anjam kisne socha
[05:45.61] Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
[05:55.21] Deewani ham toh unke sanam
[05:59.70] Bas unka nam liye ja rahe hain
[06:09.06] Ishq hamesha hamesha rahega
[06:13.48] Ishq hamesha hamesha rahega
[06:17.86] Yeh wada ham toh kiye ja rahe hain
[06:22.32] Pyar kaa anjam kisne socha
[06:26.99] ham Toh mohabbat kiye ja rahe hain.
