SEENA PADA
[01:20.16] jo na hona tha, woh mujhe hona pada
[01:28.41] aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
[01:37.16] waqt se jo mila mujhe woh jakhm
[01:45.17] seena pada, seena pada, seena pada
[01:59.41] jo na hona tha, woh mujhe hona pada
[02:08.91] aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
[02:18.16] waqt se jo mila mujhe woh jakhm
[02:26.42] seena pada, seena pada, seena pada
[00:00.00] phir kahin sahar mein chhota sa ghar bana lunga
[00:00.00] tu sajaa tha kabhi us tarah main saja lunga
[00:00.00] phir naye rango se rang lunga uski diwaare
[00:00.00] kuch naye khawaab bhi gamlon me main laga lunga
[00:00.00] tere gam ka zahar yun bhi peena pada
[00:00.00] aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
[00:00.00] waqt se jo mila mujhe woh jakhm
[00:00.00] seena pada, seena pada, seena pada
[00:00.00] waqt marham hai tera zakhm bhi wo bhar dega
[00:00.00] bin tere jeene ke laayak wo mujhe kar dega
[00:00.00] phir naye raaste dega wo mere kadmo ko
[00:00.00] phir mujhe laut kar aane kaa koi dar dega
[00:00.00] tutaa sapna haan mujhe phir pirona pada
[00:00.00] aaj kho kar tujhe jinda rehna pada
[00:00.00] waqt se jo milaa mujhe wo zakhm
[00:00.00] seena pada, seena pada, seena pada
[00:00.00] ab teri yaadon ko mehmaan main bana lunga
[00:00.00] jab bhi aayengi to kuchh mahfilen saja lunga
[00:00.00] unke aane phir unke jaane ko raftaa raftaa
[00:00.00] koi aadat si haan main to bana lunga
[00:00.00] haay itnaa kyun mujhe tanha yun hona pada
[00:00.00] aaj kho kar tujhe jinda rehna pada
[00:00.00] waqt se jo milaa mujhe wo zakhm
[00:00.00] seena pada, seena pada, seena pada
