Bedardi Balma Tujhko
[00:19.39] Aaaaaaaaa aaaaa Aaaaaa aaaaaaaa Aaaaa aaa aaaaa
[00:40.64] Bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hai
[00:48.39] Bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hai
[00:56.14] Barasta hai jo aankhon se woh saavan yaad karta hai
[01:03.63] Bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hai
[01:42.88] Kabhi hum saath guzre jin sajeeli raah guzaron se
[01:54.38] Fiza ke bhes mein girte hain ab patte chanaron se
[02:06.13] Yeh raahein yaad karti hain, yeh gulshan yaad karta hai
[02:13.89] Bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hai
[02:37.38] Koi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai
[02:49.13] Guman hota hai jaise tu mera daaman hilata hai
[03:00.39] Kabhi chooma tha jo tune woh daaman yaad karta hai
[03:08.38] Bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hai
[03:16.14] Bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hai
[03:24.13] Barasta hai jo aankhon se woh saavan yaad karta hai
[03:31.63] Bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hai
