Lrc Player

Arey deewano mujhe pehchano clean karaoke with scrolling lyrics

Unknown artist
[04:37.13]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:17.23] Arre deewano mujhe pehchano

[00:20.91] Kahan se aaya main hoon kaun

[00:24.41] Arre deewano mujhe pehchano

[00:27.92] Kahan se aaya main hoon kaun

[00:32.41] Main hoon kaun, main hoon kaun

[00:33.92] Main hoon, main hoon, main hoon kaun

[00:37.91] Don don don don don..

[00:49.91] Main hoon don, main hoon don

[00:00.00] ♪

[00:00.00] Main hoon, main hoon, main hoon don

[00:00.00] Arre tumne jo dekha hai

[00:00.00] Socha hai, samjha hai, jaana hai

[00:00.00] Woh main nahi, woh main nahi

[00:00.00] Logon ki nazron ne

[00:00.00] Mujhko yahan jo bhi maana hai

[00:00.00] Woh main nahi, woh main nahi

[00:00.00] Aawara baadal ko, saudai baadal ko

[00:00.00] Duniya mein samjha hai kaun

[00:00.00] Arre deewano mujhe pehchano

[00:00.00] Zara pehchano main hoon don

[00:00.00] Arre yaaron ka woh yaar hoon

[00:00.00] Yaari mein yeh jaan luta de jo

[00:00.00] Main hoon wohi, main hoon wohi

[00:00.00] Dushman ka dushman hoon woh

[00:00.00] Dushman ke chhakke chhuda de jo

[00:00.00] Main hoon wohi, main hoon wohi

[00:00.00] Tum jaano, na jaano, maine to jaana hai

[00:00.00] Mehfil mein kaisa hai kaun

[00:00.00] Arre deewano mujhe pehchano

[00:00.00] Zara pehchano main hoon don

[00:00.00] Arre maine kya socha hai

[00:00.00] Kya khwaab hai meri aankhon mein

[00:00.00] Tum jaano na, tum jaano na

[00:00.00] Maine bhi badla hai

[00:00.00] Kya rang baaton hi baaton mein

[00:00.00] Tum jaano na, tum jaano na

[00:00.00] Chehre pe chehra hai, parde pe parda hai

[00:00.00] Duniya mein samjha hai kaun

[00:00.00] Arre deewano mujhe pehchano

[00:00.00] Zara pehchano main hoon don

[00:00.00] Main hoon don, main hoon don

[00:00.00] Main hoon, main hoon, main hoon don