Lrc Player

Kabhi Yaadon Mein Aaun - Tere Bina 1998

Unknown artist
[06:04.97]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:38.13] Kabhi yaadon mein aaoon

[00:42.39] Kabhi khwaabon mein aaoon

[00:46.63] Kabhi yaadon mein aaoon

[00:50.88] Kabhi khwaabon mein aaoon

[00:55.64] Teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon

[01:04.14] Main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon

[01:17.89] Hawa bhi chal rahi hai

[01:21.86] Magar tu hi nahi hai

[01:26.36] Fiza rangeen bani hai

[01:30.62] Kahaani keh rahi hai

[01:34.87] Mujhe jitna bhulao

[01:39.11] Main utna yaad aaoon

[01:43.87] Kabhi yaadon mein aaoon

[01:48.12] Kabhi khwaabon mein aaoon.

[02:28.87] Jo tum na milti

[02:31.62] Hota hi kya dhoond laane ko?

[02:41.87] Jo tum na milti

[02:44.87] Hota hi kya dhoond laane ko?

[02:50.62] Jo tum na milti

[02:54.61] Hota hi kya haar jaane ko?

[02:58.87] Meri amaanat thhi tum

[03:05.62] Meri amaanat thhi tum

[03:09.87] Meri mohabbat ho tum

[03:15.37] Tumhein kaise main bhulaoon?

[03:30.87] Kabhi yaadon mein aaoon

[03:35.37] Kabhi khwaabon mein aaoon

[03:39.62] Teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon

[03:42.87] Tadap rahe ho

[04:10.12] Zamaane se muskaraane ko

[04:20.37] Tadap rahe ho

[04:23.37] Zamaane se muskaraane ko

[04:29.12] Taras rahe ho

[04:32.37] Zamaane se paas aane ko

[04:37.37] Teri dhadkanon mein baskar

[04:44.12] Teri dhadkanon mein baskar

[04:48.12] Teri saans mein reh reh kar

[04:54.87] Tumhein har pal sataaoon

[05:09.12] Kabhi yaadon mein aaoon

[05:13.11] Kabhi khwaabon mein aaoon

[05:17.87] Teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon

[05:27.12] Main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon