Bekhayali - Kabir Singh 2019 Sachet Tandon
[00:19.62] ....
[00:20.87] ....
[00:23.88] ...LETS SING...
[00:24.62] Hmm...Hmmmmmm.Hmmmmmmmmmmmmmmmm
[00:32.86] Hmm...Hmmmmmm.Hmmmmmmmmmmmmmmmm
[00:41.12] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:49.62] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:56.87] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[01:05.12] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:14.86] Main jo tumse door hoon
[01:17.61] Kyun door main rahoon
[01:19.86] Tera guroor hoon
[01:22.86] Aa tu faasla mita
[01:25.86] Tu khwaab sa mila
[01:28.37] Kyun khwaab tod doon oo..
[01:48.12] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[01:56.61] Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
[02:03.87] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:12.12] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:41.37] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:44.62] Kaise jee loon bina tere
[02:48.87] Meri ab sab se hai annban
[02:52.86] Bante kyun ye Khuda mere hmm...
[03:13.86] Ye jo log-baag hain Jungle ki aag hain
[03:18.87] Kyun aag mein jalun. Ye nakaam pyaar mein
[03:25.12] Khush hain haar mein Inn jaisa kyun banun oo
[04:04.12] Raatein dengi bata Neendon mein teri hi baat hai
[04:12.37] Bhoolun kaise tujhe
[04:16.62] Tu toh khayalon mein saath hai
[04:20.87] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[04:29.11] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:54.36] Nazar gira de har ik manzar
[04:58.62] Ret ki tarah bikhar raha hai
[05:02.86] Dard tumhaara badan mein mere
[05:07.12] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:11.36] Nazar gira de har ik manzar
[05:15.62] Ret ki tarah bikhar raha hai
[05:19.62] Dard tumhaara badan mein mere
[05:23.86] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:32.12] Aa zamaane aazma le roothta nahin
[05:42.11] Faaslon se hausla ye toot'ta nahin
[05:52.12] Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
[06:02.87] Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahin
