Manzilein Apni Jagah Hai
[00:12.16] Manzilo Pe Aa Ke Lootate
[00:19.64] Hai Dilon Ke Caaravaan
[00:28.89] Kashtiya Saahil Pe
[00:35.53] Aksar Doobati Hai Pyaar Ki
[00:58.15] Manzile Apni Jagah Hai
[01:03.05] Raaste Apni Jagah
[01:08.40] Manzile Apni Jagah Hai
[01:13.04] Raaste Apni Jagah
[01:18.39] Jab Kadam Hi Saath Naa De
[01:23.40] Toh Musaafir Kyaa Kare
[01:35.89] Yoon To Hai Humdard Bhi Aur
[01:40.89] Humsafar Bhi Hai Meraa
[01:46.14] Yoon To Hai Humdard Bhi Aur
[01:49.78] Humsafar Bhi Hai Meraa
[01:54.79] Badh Ke Koyi Haath Naa De
[01:59.79] Dil Bhalaa Fir Kyaa Kare
[02:08.29] Manzile Apni Jagah Hai
[02:13.29] Raaste Apni Jagah
[02:50.05] Doobne Waale Ko
[02:54.54] Tinke Kaa Sahaaraa Hi Bahot
[02:59.29] Dil Bahal Jaaye Fakat
[03:04.05] Itnaa Ishaaraa Hi Bahot
[03:09.04] Itne Par Bhi
[03:12.05] Aasmaan Waalaa
[03:14.30] aGiraa De Bijaliyaan
[03:18.79] Koi Batlaa De Zaraa
[03:23.54] Yeh Doobtaa Fir Kyaa Kare
[03:31.04] Manzile Apni Jagah Hai
[03:35.68] Raaste Apni Jagah
[04:07.43] Pyaar Karnaa Jurm Hai To
[04:12.18] Jurm Hum Se Ho Gayaa
[04:17.19] Kaabil-E-Maafi Huaa Karte
[04:21.93] Nahin Aise Gunaah
[04:26.68] Sangdil Hai Yeh Jahaan
[04:30.69] Aur Sangdil Meraa Sanam
[04:36.43] Kyaa Kare Josh-E-Junoon
[04:40.93] Aur Hauslaa Fir Kyaa Kare
[04:48.43] Manzile Apni Jagah Hai
[04:53.44] Raaste Apni Jagah
[04:58.44] Jab Kadam Hi Saath Naa De
[05:03.18] To Musaafir Kyaa Kare
[05:15.43] Yoon To Hai Humdard Bhi
[05:19.68] Aur Humsafar Bhi Hai Meraa
[05:25.18] Badh Ke Koyi Haath Naa De
[05:30.19] Dil Bhalaa Fir Kyaa Kare
