Lrc Player

Bepanah(PaglaSongs)

Unknown artist
[06:30.03]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.61] "Bepanah Pyar"

[00:23.61] Abhi abhi bhoole bhi na the tumhe

[00:33.36] Khayal banke phir tum aa gaye

[00:42.65] Ehsaas jo thhe dil mein kayi ankahe

[00:51.87] Lafzon pe woh phir yun aa gaye

[01:01.37] Saanson ke sarzamin par barshaat la gaye

[01:11.12] Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye

[01:20.61] Bepannah... bepanah...

[01:26.37] Pyar hai tumse

[01:30.37] Bepannah... bepanah...

[01:35.87] Pyar hai tumse

[02:02.37] Maanti hoon khuda tujhiko

[02:07.11] Tu hi to hai rehbar mera

[02:12.11] Ab se khalipan mein bhi tu

[02:16.62] Paas mere khada

[02:20.63] Tu hai nahi yahaan

[02:23.11] Ye na yaqeen huaa

[02:25.61] Kaise karoon ye khud se bayaan

[02:30.37] Bikhri hoon har jagah

[02:32.62] Main ret ke tarah

[02:35.12] Na mere dard ki hai dawa...

[02:39.87] Saanson ke sarzamin par barshaat la gaye

[02:49.36] Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye

[02:59.11] Bepannah... bepanah...

[03:04.87] Pyaar hai tumse

[03:08.62] Bepannah... bepanah...

[03:14.36] Pyaar hai tumse

[03:31.36] Toot ke bikhra pada hoon

[03:35.86] Saans lena bhi hai sazaa

[03:40.62] Jeene mein ab kya rakha hai

[03:45.61] Mar raha sau dafaa

[03:49.37] Kaisi ye saazishein

[03:51.86] Roothi hai ranjishein

[03:54.11] Leti hai karwatein zindagi

[03:59.11] Ab kis mod par aakar ruka hoon main

[04:03.87] Na koi raah hai na pataa...

[04:08.61] Saanson ke sarzamin par barshaat la gaye

[04:18.36] Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye

[04:27.88] Bepannah... bepanah...

[04:33.36] Pyaar hai tumse

[04:37.37] Bepannah... bepanah...

[04:43.11] Pyaar hai tumse

[05:07.12] Hai alag yeh baat phir bhi

[05:11.86] Tu mera na kabhi huaa

[05:16.86] Phir bhi maine tujhko apne

[05:21.38] Dil mein di hai jagah

[05:25.36] Tu mera naa huaa

[05:27.86] Ab ye yaqeen huaa

[05:30.36] Kya thi meri khata

[05:32.62] Tu bataa

[05:35.11] Jaaun kahaan main ab

[05:37.37] Manzil ka na pataa

[05:39.86] Thehra hoon iss qadar tujhmein haan

[05:44.61] Saanson ke sarzamin par barshaat la gaye

[05:54.11] Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye

[06:04.11] Bepannah... bepanah...

[06:09.65] Pyaar hai tumse

[06:13.37] Bepannah... bepanah...

[06:18.86] Pyaar hai tumse