Aabaad Barbaad - Arijit Singh
[00:01.22] Ya to barbaad kar do
[00:10.72] Ya to barbaad kar do
[00:14.73] Ya phir aabaad kar do
[00:18.97] Ya to barbaad kar do
[00:22.99] Ya phir aabaad kar do
[00:27.22] Wo galat tha yeh sahi hai
[00:31.22] Jhooth yeh aaj keh do
[00:35.47] Itna ehsaan kar do
[00:41.47] Itna ehsaan kar do
[00:45.25] Poore armaan kar do
[00:49.24] Lab pe aakar jo ruke hain
[00:53.74] Dhai wo harf keh do
[00:57.77] Meri saanson se judi hai
[01:01.47] Teri har saans keh do
[01:05.75] Mushqil aasaan kar do
[01:12.25] Mushqil aasaan kar do
[01:15.73] Ya to barbaad kar do
[01:19.72] Ya phir aabaad kar do
[01:23.99] Ya to barbaad kar do..
[01:45.98] Meetha sa yeh zehar
[01:48.46] Main to peeta rahunga
[01:53.72] Tu khuda na sahi
[01:56.47] Main to sajde karunga
[02:08.72] Hmm..
[02:09.99] Meetha sa yeh zehar
[02:12.47] Main to peeta rahunga
[02:18.22] Tu khuda na sahi
[02:20.97] Main to sajde karunga
[02:25.47] Tum jo sheerin na huye kya
[02:29.22] Humko farhaad kar do
[02:33.48] Meri saanson se judi hai
[02:37.25] Teri har saans keh do
[02:41.27] Mushqil aasaan kar do
[02:45.73] Ya to barbaad kar do
[02:49.27] Ya phir aabaad kar do
[02:53.47] Ya to barbaad kar do..
[03:29.48] Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
[03:33.00] Wahaan pehle se hi sailaab tha
[03:37.50] Nagme banaata fira saajo pe
[03:40.97] Dil apna fatak mijraab thha
[03:52.27] Hmm..
[03:53.72] Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
[03:57.22] Wahaan pehle se hi sailaab tha
[04:01.75] Nagme banaata fira saajo pe
[04:05.48] Dil apna fatak mijraab thha
[04:08.97] Meri bejaan hasraton ko
[04:13.00] Kaabile-daar kar do
[04:17.00] Meri saanson se judi hai
[04:21.23] Teri har saans keh do
[04:24.98] Itna ehsaan kar do
[04:31.23] Itna ehsaan kar do
[04:34.98] Poore armaan kar do
[04:39.22] Ya to barbaad kar do
[04:43.22] Ya phir aabaad kar do..
