Lrc Player

Ek Pyar Ka Naghma Hai - Karaoke With Scrolling Lyrics Eng. & हद

Unknown artist
[05:34.76]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:04.65] Mm mm mm, mm mm mm mm

[00:10.91] Mm mm mm mm mm mm, mm mm mm mm, mm mm mm mm

[00:45.15] Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai - 2

[01:04.15] Zindagi aur kuch bhi nahin

[01:09.40] Teri meri kahaani hai

[01:14.65] Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai

[01:24.40] Zindagi aur kuch bhi nahin

[01:29.40] Teri meri kahaani hai

[01:34.41] Ek pyar ka nagma hai

[01:43.15] La la la la la la, la la la la la la

[02:07.90] Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai

[02:16.90] Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai

[02:26.65] Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai

[02:36.66] Zindagi aur kuch bhi nahin

[02:41.41] Teri meri kahaani hai

[02:46.65] Ek pyar ka nagma hai

[03:15.40] Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon

[03:24.40] Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon

[03:34.41] Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai

[03:44.16] Zindagi aur kuch bhi nahin

[03:49.15] Teri meri kahaani hai

[03:54.15] Ek pyar ka nagma hai

[04:26.91] Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai

[04:36.16] Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai

[04:46.40] Parchhaaniyan reh jaati, reh jaati nishaani hai

[04:55.91] Zindagi aur kuch bhi nahin

[05:00.90] Teri meri kahaani hai

[05:05.65] Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai

[05:15.65] Zindagi aur kuch bhi nahin

[05:20.91] Teri meri kahaani hai

[05:25.65] Ek pyar ka nagma hai