Na Kajre ki Dhar Na Motiyo ke Har karaoke song
[00:40.90] (Na kajre ki dhaar,
[00:43.15] na motiyon ke haar
[00:46.64] Na koi kiya singaar
[00:49.90] phir bhi kitni sundar ho
[00:53.39] Tum kitni sundar ho) - 2
[01:20.65] Mann mein pyaar bhara
[01:23.39] , aur tan mein pyaar bhara
[01:26.90] Jeevan mein pyaar bhara
[01:30.39] tum to mere priyavar ho
[01:32.90] Tumhi to mere priyavar ho
[01:50.14] Singaar tera yovan, yovan hi tera gehna - 2
[02:03.40] Tu taazgi phoolon ki, kya saadgi ka kehna
[02:10.14] Ude khushboo jab chale tu - 2
[02:16.89] Bole to baje sitaar
[02:20.65] Na kajre ki dhaar, na motiyon ke haar
[02:26.90] Na koi kiya singaar phir bhi kitni sundar ho
[02:33.64] Tum kitni sundar ho
[02:50.14] Saari duniya harjaayi,
[02:53.64] tere pyaar mein hai sachchaai - 2
[03:03.64] Is liye chhodke duniya
[03:06.89] teri aur kheenchi chali aayi
[03:10.14] Thi patthar tune chhookar - 2
[03:16.89] Sona kar diya khara
[03:20.65] Mann mein pyaar bhara,
[03:23.64] aur tan mein pyaar bhara
[03:26.90] Jeevan mein pyaar bhara
[03:30.39] tum to mere priyavar ho
[03:32.89] Tumhi to mere priyavar ho
[03:50.14] Tera ang sachcha sona,
[03:53.64] muskaan sachche moti - 2
[04:03.64] Tere hont hai madhushaala,
[04:06.89] tu roop ki hai jyoti
[04:10.14] Teri soorat jaise moorat - 2
[04:16.64] Main dekhoon baar baar
[04:20.64] Na kajre ki dhaar,
[04:23.39] na motiyon ke haar
[04:26.90] Na koi kiya singaar
[04:29.65] phir bhi kitni sundar ho
[04:33.14] Tum kitni sundar ho
[04:37.39] Mann mein pyaar bhara,
[04:40.14] aur tan mein pyaar bhara
[04:43.65] Jeevan mein pyaar bhara tum to
[04:47.14] mere priyavar ho
[04:49.64] Tumhi to mere priyavar ho
