Hua hai aaj pehli baar - Karaoke (With Lyrics) Sanam re
[00:30.59] (Huva hai aaj pehli baar
[00:34.10] Jo aise muskuraya hu
[00:36.85] Tume dekha to jaana ye
[00:39.84] Ki kyu duniya me aaya hu) - 2
[01:07.59] Ye jaan lekar ke jaa meri
[01:10.59] Tume jine me aaya hu
[01:13.84] Me tumase ishq karne ki
[01:16.84] Ejaazat rab se laaya hu
[02:00.09] (Zamin se aasmaan tak hum
[02:03.84] Dhundh aaye jahaan saara
[02:06.84] Banaa paaya nahi ab tak
[02:09.84] Khuda tumse koi pyaara ) - 2
[02:31.84] Baato me teri hai badmashiya
[02:37.85] Sab bewaja ki hai tarifiya
[02:43.09] Me likh du aasmaan par ye
[02:45.85] Ke padh lega jahaa saara
[02:49.34] Huaa na hoga ab koi
[02:52.09] Yaha hum do sa dobara
[02:55.34] Me duniya bhar ki taarife
[02:58.34] Tere sajade me laaya hu
[03:01.34] Me tumase ishq karane ki
[03:04.60] Ejaazat rab se laaya hu
[03:13.59] Rab se laaya hoon - 2
[03:39.34] (Tu hai jo rubaru mere
[03:42.34] Bada mehfuj rehata hu
[03:45.35] Tere milane ka shukrana
[03:48.59] Khuda se roj karta hu) - 2
[04:10.09] Ham ko pata hai ye nadaniyaa hai
[04:16.35] Aawara dil ki hai aawariya
[04:21.59] Ye dil pagal bana baitha
[04:24.59] Isey ab tu hi samjha de
[04:27.60] Dikhe tujhame meri duniya
[04:30.85] Meri duniya tu banja re
[04:37.09] Hu khush kismat jo kismat se
[04:39.84] Tume aise me paya hu
[04:41.34] Me tumase ishq karne ki
[04:43.10] Ejaazat rab se laaya hu
