Lrc Player

KAHO NAA PYAAR HAI

Udit Narayan, Alka Yagnik
[07:00.70]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:01.68] MUSIC (SWANOU STYLE)

[00:44.62] Dil mera har baar yeh sunne ko bekaraar hai

[00:52.12] Kaho na pyar hai, kaho naa pyar hai

[00:59.38] Haan tumse pyar hai, ki tumse pyar hai

[01:09.87] In pyari baaton mein, anjana ikraar hai

[01:17.62] Kaho naa pyar hai, kaho na pyar hai

[01:25.38] Kahan naa pyar hai, kahan naa pyar hai

[01:32.87] MUSIC (SWANOU STYLE)

[02:17.77] Pyar jahaan mein hota nahin

[02:21.25] phir bolo kya hota (2)

[02:39.38] Duniya mein dil koi,

[02:43.12] kabhi na, dhadka hota,

[02:46.87] Dhadka hai dil, aa yaar mil,

[02:50.13] ye pyar ka izhaar hai

[02:54.89] Kaho naa pyar hai, kaho naa pyar hai

[03:10.61] MUSIC (SWANOU STYLE)

[03:41.93] Do premi, do pagal, kya karte hain bolo?

[03:56.92] Do premi, do pagal, kya karte hain bolo?

[04:03.92] Mujhse kya poochte ho,

[04:07.68] apne dil ko tatolo

[04:10.92] Maloom hai, humko tumhe,

[04:14.68] kis baat ka intezaar hai

[04:19.42] Kaho naa pyar hai, kaho naa pyar hai

[04:26.67] Kaha naa pyar hai, kaha naa pyar hai

[04:34.93] MUSIC (SWANOU STYLE)

[05:08.43] Milte nahin hum tum to,

[05:11.93] phir bolo kya hota (2)

[05:30.68] Sach boloon, phir apna,

[05:33.92] khwab na poora hota

[05:37.43] Kehta hai mann, apna milan,

[05:40.93] duniya mein yaadgaar hai

[05:45.68] Kaho naa pyar hai, kaho naa pyar hai

[05:52.68] Kaha naa pyar hai, kaha naa pyar hai

[06:03.42] In pyari baaton mein, anjaana ikraar hai,

[06:11.17] Kaho naa pyar hai, kaho naa pyar hai

[06:27.90] Kaha naa pyar hai, kaha naa pyar hai

[06:35.15] Haan tumse pyar hai, ki tumse pyar hai

[06:43.14] MUSIC (SWANOU STYLE)